DESH KI DASHA

POEM BY RABIYA SIDDIQUI

Ye jo sadko pe,utar aye hain log.

De ke kursi tumhe,pachtaye hai log.

Achahe din ke Jhanse me Aake, pachtaye hai log.

Jinki pahchan se Pahchan Pai Tumne.

Unhi Ki pahchan Ko Kathagharo me laye ho Tum.

Eakta, Akhandta ko Khand Karne Aye Ho Tum

Suraksha,rozgar , Makan Ka Dikhakar Sapna

Beghar, Berozghar Karne aye Ho Tum .

Vikas kagzo pe hi laye Ho tum

Sab ko Lino mein khada Karne aye Ho Tum

Prem se rahte aye hai desh wasi

Unhe batne aye Ho Tum

Na hatoge jo, zulm se piche Tum

Hum julm ke khelaf age badhte jayegay

Hum apni awaz sansad Tak pohchayegay

Saveedhan ki shaan apne hoslo se bachayegay

Aman or Shanti fir se le aayegay.

Advertisement

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s